Snack's 1967
HomeBlogAbout Me
Nadeemjack nd
Tags: nd

Best 2 Line Poetry of Ghalib Shayari Shayari

[h3][b][u][color=chartreuse1]Ghalib ki Two Line Shayari Koi din gar zindagani aur hai, Apne jee mein humne thaani aur hai ————————— Na tha kuchch to Khuda tha, kuchch na hota to Khuda hota duboya mujhko hone ne, na hota main to kya hota ? -——————— ragon mein daudte firne ke hum nahi kaayal, jab aankh hi se na tapka to fir lahoo kya ?hai -——————— Khuda ke vaaste pardaa na Kaabe se utha zaalim Kahin aisa na ho yaa bhi vahi kafir sanam .…nikale –——————— Hum ko maloom hai jannat ki haqeeqat, lekin Dil ke khush rakhne ko, Ghalib yeh khayal achha hai . –——————— Un ke dekhe se jo aa jaati hai chehre pe raunak Wo samajhte hain ke beemar ka haal achha hai . –——————— Jala hai jism jahan, dil bhi jal gaya hoga Kuredte ho jo ab rakh, justuju kya hai ? Advertisements –——————— Ye na thi hamaarii qismat ke visaal-e-yaar hota Agar aur jeete rehte, yahii intezaar hota —————— Ishq par zor nahi, hai ye woh aatish, Ghalib, Jo lagae na lage or bujhae na bujhe –——————— Mat pooch ke kya haal hai mera tere peechhe Tu dekh ke kya rang hai tera mere aage . –——————— kahoon kis se main ke kya hai, shab-e- gham buree bala hai mujhe kya bura tha marna agar ek baar hota –——————— Ye masaail-e-tasawwuf, ye tera bayaan ‘GHalib’ ! Tujhe ham walee samajhate, jo na baada- Khwaar hota … -——————— Nikalna khuld se aadam ka soonte aaye hain lekin Bahot be-aabru hokar tere kooche se hum nikle -——————— Hui muddat ke Ghalib mar gaya, par yaad aata hai Woh har baat par kehna, ke yun hota to kya hota … ————— Mohabbat mein nahi hai farq jeene aur marne ka, ussi ko dekh kar jeete hain , jis kaafir pe dum nikle, bahut nikle mere armaan , lekin phir bhi kam nikle ————— Nukta chii hai gam e dil,ke sunaya na bane kya baat bane wahan,jahan baat banye na bane. ishq par zor nahi hai yeh woh attish galib jo lagaye na lage bhujhaye na bane.[/color] [h1]BY ND [h3][color=LawnGreen]Two Lines Poetry – 2 Line Urdu Shayari Collection Advertisements ﻧﮧ ﮈﮔﻤﮕﺎﺋﮯ ﮐﺒﮭﯽ ﮨﻢ ﻭﻓﺎ ﮐﮯ ﺭﺳﺘﮯ ﻣﯿﮟ ﭼﺮﺍﻍ ﮨﻢ ﻧﮯ ﺟﻼﺋﮯ ﮨﻮﺍ ﮐﮯ ﺭﺳﺘﮯ ﻣﯿﮟ … Agar maaloom ... Phir Teray Koochy ko Jata hai Khiyal – Mirza Ghalib Phir Teray Koochy ko Jata hai Khiyal Advertisements ﭘﮭِﺮ ﺗﺮﮮ ﮐﻮﭼﮯ ﮐﻮ ﺟﺎﺗﺎ ﮬﮯ ﺧﯿﺎﻝ ﺩ ﻝِ ﮔُﻢ ﮔﺸﺘﮧ ...‘ Ghame-e-jana hai na gham-e-Duniya by Ghalib Ghame_e_jana hai Na gham_e_dunya GHALIB…, Aik bay naam c udaaSi hai or kuch b nhi !!!… ...[/color] [url=http://nadeemsheikh.mywapblog.com/files/opera-by-nd.apk]opera-by-nd.apk[/url]
Back to posts
This post has no comments - be the first one!

UNDER MAINTENANCE