HomeBlogAbout Me
Nadeemjack nd

Best 2 Line Poetry of Ghalib Shayari Shayari

[h3][b][u][color=chartreuse1]Ghalib ki Two Line Shayari
Koi din gar zindagani aur hai,
Apne jee mein humne thaani aur hai
—————————
Na tha kuchch to Khuda tha, kuchch na
hota to Khuda hota
duboya mujhko hone ne, na hota main to
kya hota ?
-———————
ragon mein daudte firne ke hum nahi
kaayal,
jab aankh hi se na tapka to fir lahoo kya
?hai
-———————
Khuda ke vaaste pardaa na Kaabe se utha
zaalim
Kahin aisa na ho yaa bhi vahi kafir sanam
.…nikale
–———————
Hum ko maloom hai jannat ki haqeeqat,
lekin
Dil ke khush rakhne ko, Ghalib yeh khayal
achha hai .
–———————
Un ke dekhe se jo aa jaati hai chehre pe
raunak
Wo samajhte hain ke beemar ka haal
achha hai .
–———————
Jala hai jism jahan, dil bhi jal gaya hoga
Kuredte ho jo ab rakh, justuju kya hai ?
Advertisements
–———————
Ye na thi hamaarii qismat ke visaal-e-yaar
hota
Agar aur jeete rehte, yahii intezaar hota
——————
Ishq par zor nahi, hai ye woh aatish,
Ghalib,
Jo lagae na lage or bujhae na bujhe
–———————
Mat pooch ke kya haal hai mera tere
peechhe
Tu dekh ke kya rang hai tera mere aage .
–———————
kahoon kis se main ke kya hai, shab-e-
gham buree bala hai
mujhe kya bura tha marna agar ek baar
hota
–———————
Ye masaail-e-tasawwuf, ye tera bayaan
‘GHalib’ !
Tujhe ham walee samajhate, jo na baada-
Khwaar hota …
-———————
Nikalna khuld se aadam ka soonte aaye
hain lekin
Bahot be-aabru hokar tere kooche se hum
nikle
-———————
Hui muddat ke Ghalib mar gaya, par yaad
aata hai
Woh har baat par kehna, ke yun hota to
kya hota …
—————
Mohabbat mein nahi hai farq jeene aur
marne ka,
ussi ko dekh kar jeete hain , jis kaafir pe
dum nikle,
bahut nikle mere armaan , lekin phir bhi
kam nikle
—————
Nukta chii hai gam e dil,ke sunaya na
bane
kya baat bane wahan,jahan baat banye na
bane.
ishq par zor nahi hai yeh woh attish galib
jo lagaye na lage bhujhaye na bane.[/color]
[h1]BY ND

[h3][color=LawnGreen]Two Lines Poetry – 2 Line Urdu Shayari
Collection Advertisements
ﻧﮧ ﮈﮔﻤﮕﺎﺋﮯ ﮐﺒﮭﯽ
ﮨﻢ ﻭﻓﺎ ﮐﮯ ﺭﺳﺘﮯ ﻣﯿﮟ ﭼﺮﺍﻍ ﮨﻢ ﻧﮯ ﺟﻼﺋﮯ ﮨﻮﺍ ﮐﮯ
ﺭﺳﺘﮯ ﻣﯿﮟ … Agar maaloom ...
Phir Teray Koochy ko Jata hai Khiyal –
Mirza Ghalib Phir Teray Koochy ko Jata
hai Khiyal Advertisements ﭘﮭِﺮ ﺗﺮﮮ ﮐﻮﭼﮯ ﮐﻮ
ﺟﺎﺗﺎ ﮬﮯ ﺧﯿﺎﻝ ﺩ ﻝِ ﮔُﻢ ﮔﺸﺘﮧ ...‘
Ghame-e-jana hai na gham-e-Duniya by
Ghalib Ghameejana hai Na
ghamedunya GHALIB…, Aik bay naam c
udaaSi hai or kuch b nhi !!!… ...[/color]

opera-by-nd.apk

Back to posts
This post has no comments - be the first one!

UNDER MAINTENANCE

Polly po-cket